Joint tongue

Mai ek unique man hu mera tongue aage se sata hua hai Jo bolne me dikat hota hai mai eska operation bhi nahi Karaya lekin unta bhi dikat nahi hota hai jitna hona chahiye mai siti baja leta hu ek anguli lagake bajani ho ya do anguli lagake bajani ho accha bajata hai

Dangerous story

Bat 2014 ki hai humlog buxar rahte the ek larka tha Jo maa bap ka Akela bacha tha usko don banane ki bahut sauk tha wahi ka don usko ek pistal dediya tha ek baar ki baat hai wo khana kha raha tha ki tabhi us don ko phone aaya ki jaldi aao yaha ladai hua hai tabhi khana chhod kar chal diya maa bol rahi thi ki beta pura khana kha ke jav wo nahi suna chala gaya waha jab pahuncha to dekha ki against party 3,4 ko goli laga hai tab against wale ne main don ko mara do ye apne upar goli rok li uske bad sare log bhag gaye lekin dost hospital me four manjila par admit kiya jis village me log gaye the ladai karne waha ke pura village ke log aagaye usko marne ye sab dekh kar sare dost bhag gaye log four manjila par jakar us larka ka goli nikal gaya tha wo jinda ho jata lekin logo ne ek loha ki pipe kabar kar uske muh mar marne lage uska blooding aane laga uske baad uper se niche fake diya log wah blooding dekar mar gaya

rich village

China me ek village hai Jo world ka rich village hai ye 1960 me basa hua village hai jiska naam haukasi hai 2000 thousand log rahte hai village me 80 percent log tax dete hai every man earn more than 90 lakh every year field se waha ke log ek dusre ke ghar Jane ke helicopter ka use karte hai village me 72 manjila imarat bani hui hai every man ke account me 1.50 crore paid hai waha costly company hai ,like -steel before is village ki condition not good lekin ek maale ki party ki man ne very labour kiya vo village ko rich bana diya

DBA

Ek baar mai Delhi kamane gaya tha to mai kuchh dost ke sath gaya tha wo log bole the humlog ko bahut jaan pahchan hai to hum chale aaye waha bahut humlog ghume kisi ka koi jaan pahchan nahi tha sab log humko chhodkar chal diye hum mobile par job ko notification aaya tha to hum notification padakar Chandigarh chaldiye waha pahunche to kuchh der ke bad wo van bheja to hum chal diye kuchh door pahunche to driver se hamari bat hone lagi to usko maine bataya to wo bola ki ye yaar ye fraud giri hai networking ka kaam hai mai turant yu turn le liya mai bola muje station pahuncha dijiye wo pahuncha diya mai phir Delhi aaya abki baar bhopal gaya to waha dekha ki sare log humlog ke puchhe khare hai aur wo log government job ka sikayat kar rahe aur DBA ka praise ka rahe the DBA ek parkar ke direct sell hai Jo ek chain banana padta hai iske liye wo log 10000 rupaya mang rahe the mere pas nahi tha mai wapas chala aaya mujhe fraud laga

Rohtas jila ka ek sahar sasaram

Hum jab eight class me pad rahe the to hum log ghumne sasaram gaye the humlog subah 5 baje nikale humlog kuchh bache khud reserved karke bolero gaye the lekin kuchh larka larki ko school legaya tha apni taraf se humlog ko lekar tin gari thi kuchh do gari aage gayi thi humlog puchhe se jare the tabhi kuchh dur par kisi gari ka accident ho gaya driver aur kuchh child chotil ho gaye uske bad usme ke kuchh bache humlog me aagaye ek bachi mere gaon ki thi wo mere gaon khabar kar di ki mera gari accident ho gaya hai jab ki uska accident hu tha mere uncle ji gaye the dekhne ke liye kisi se wo jhagra kar liye the humlog jab sasaram pahunche to ghumne lage to humlog ek rauja me gaye waha dekhe ki ek pani wala tha ek bina pani wala ye shersah ka makbara tha Jo king of India the jab humlog gumrahe the to hamne care kiya ek girl laughing ki to 7 times wahi hu Jo larki ko how wonderful uske bad humlog khana khaye aur ghar chal diye

Without bat ,ball cricket

Ten card ligiye us par 6run,4run ,3run ,2run ,1run,catchout ,run-out,stumpout,boldout ,lbwout likh digiye phir copy ligiye is game me do player hi khel sakte hai to phala Jo player khelega uska naam wicket -1,2,3,4,5,6,7,8,9,10 aur phir jitna run banaye ga run likna hai khel chalu hota hai to jisko khelna hota hai wo ten card me se koi number bolta hai agar run hota hai to run likhata hai agar wicket girta hai to wicket kat jata hai ten wicket girne par agents party khelta hai usko bhi yahi niyam follow karna hai

Buxar jila ka ek village

Ek village hai jiska naam kanjia hai jaha har purnima ko mela lagta hai waha thakur ji ki mandir hai jab kisi ko snake kat ta hai to log vahi lekar jate hai thik karne waha par Jane ke bad patient ko sleeping karke body me rakh lapetate hai. Uske bad sadhu baba aate hai jhar phuk karte hai aur patient dhik ho jata hai