Meri grandmother ke mother in law abhi jinda hai jinka teen beta hai bara beta ka umra 80 sal hai to unka umra kitna hoga aap umeed laga lijiye 100 se kam nahi hoga unka husband pahale jail police mai the unki maut 1956 mai ho gayi ye abhi bhi jinda hai khana bhi bana leti hai husband ke marne ke 50 sal ke bad unka panson bana Jo unki umra aur bada di pichhle sal unki chhote beta aur manjili bahu ka maut hua aisa nahi ko aakal mirtu mare hai apni maut mare hai