Thora ek man ka naam hai ek baar wo apne nainihal gaye the unki 9 mama the sare mami ko confusion ho gaya tha ki sayed unke yaha kha liya ho unke yaha kha liya hoga isi tarah wo bhukha rah gaya ek mami ne last me thoda sa satu di wo gusa me wahi par gar diya aur well me jump laga li well ko chirte hue wo ek river bana diya wo ganga se vi aage Jana chahta hai lekin ganga ne hath jor diya bahut minat ki tab jakar mana lekin ye bhi river bihar me mayane rakhati hai