Mere village ka story hai ek larka tha jiska naam amit choubey tha wo ek larki se pyar karta tha baat 2008 ki mera village bahut chhota hai phir bhi us par is par humlog kahte rahte hai wo larka us par ka tha wo larki se prem karta tha isliye wo humlog ke taraf aata tha ye baat mere uncle ko nahi aacha laga aur wo usko bahut mar mare tab wo aana band kar diya mai us samaye padne jata tha mere se mulakat hua to bola ki bol dena ki mai usko goli mar dunga maine kaha mujhse ye sab mat kahiye jakar jo karna hai kariye aaj wo larka pax ke election jita hai lekin mere unke ji us larki ke pyar me pad gaye bahut din tak pyar chala uski sadi ke bad bhi pyar chala pata nahi kya hua ki 2017 me wo larki jal kar mar gayi