Sanskrit of case

Eight type of case 1.karta 2.karm 3.karan 4.sampradan 5.apadan 6.sambandh ka ke ki 7.adhikaran me par 8.sambodhan hai ho aji are 1.jis sentence me subject main ho usko kartacase kahte hai Like=ram ne roti khayi =ram roti akhadat 2.karm ko =jis sentence me object main ho usko karm case kahte hai Like=ram ko pustak padna chahiye=ramm pustakam pathet karan case=jis kam ko karne me koi fal prapat ho usko karan case kahte hai Like =wah man se padhata hai = sah manen pathati sampradan case =jisko de diya jaye punah wapad na liya jaye usko sampradan case kahte hai Like =daridra ko dhan do =daridrya dhanam dehi

Apadan case=jis sentence se judai ka baat ho usko apadan case kahte hai LIke =ped se pate girte hai =birkshat patrani patanti saband case =jisko de diya jaye punah wapas le liya jaye usko saband case kahte hai Like=dhobi ko kapda do =rajakasay vastram dehi. Adhikaran case=jis sentence se time ya place ka baat ho usko adhikaran case kahte hai Like =kue me jal hai =kupe jalam asti sambodhan case =jis sentence se pukarne ki baat ho usko sambodhan case kahte hai Like=hai ram mai mara =hai ram aham mirtah

Advertisement

One thought on “Sanskrit of case

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s