Kartari parthama=karta case me parthama vibhkti hoti hai Like=ram ne roti khayi=ramah rotikah khaditah
Ukteh karmani parthama=object case me parthama vibhakti hoti hai Like=roti ram ke dowara khayi jati hai =rotikah ramen khadeyate
Karmani diutiya =object case me diutiya vibhakti hoti hai Like=ram ko roti khana chahiye=ramam rotikam khadet
Kiriya visheshan diutiya=verb adjective me diutiya vibhakti hoti hai Like =wah dhire dhire chalta hai =sah mandam mandam chalti
Vina yoge diutiya=vina ke yog me diutiya vibhakti hoti hai Like =ram ke bina mohan nahi padhta hai =ramam bina mohan n padti
Karne tirtiya =karan case me tirtiya vibhakti hoti hai Like =wah pen se letter likhta hai =sah lekhanya patram likhati
Vina yoge tirtiya=vina ke yog me tirtiya vibhakti hoti hai Like=ram ke bina mohan nahi padhta hai=ramen bina mohan n padti
It bhoot lakshanam =kisi khas karan se kisi man ka pahchan ho usme tirtiya vibhakti hoti hai Like=wah jatavo se sadhu maloom padta =sah jatabhi sadhu partiyete
Yenag vikare tirtiya=yadi kisi ke sarir me vikar utpan ho usme tirtiya vibhakti hoti hai Like=wah pair se langra ho=sah paden khanjah asti
Saharthe tirtiya=sah yani sath ke yog me tirtiya vibhakti hoti hai Like=ram ke sath mohan padhta hai =ramen sah mohan padti
Sampradane Chaturthi=sampradan case me Chaturthi vibhakti hoti hai Like=wah padhne ke liye vidyalay jata hai=sah padaye vidyalay gachhti
Ruchiya tharanam priyamanam =ruchi ke arth me jisko koi chiz achha lage Like=boy ko sweet achhi lagti hai =balkay misthanam rochte
Da arthe Chaturthi=da yani dene ke arth me jisko de diya jaye punah wapas na liya jaye usme Chaturthi vibhakti hoti hai Like=beggar ko bhikh do =daridarye dhanam dehi
Apdane panchami =apadan case me panchami vibhakti hoti hai Like=ped se pate girte hai =virkshat patrani patanti
Vina yoge panchami=vina ke yog me panchami vibhakti hoti hai Like=ram ke bina mohan padhta hai =ramat bina mohan padti
Vitra arthe panchami=bhaye ke yog me jisko koi chiz se bhaye lage usme panchami vibhakti hoti hai Like=wah sap se darta hai =sah sarpat vibheti
Utpanarthe panchami=jis se koi chiz ka utpati ho usme panchami vibhakti hoti hai Like=doodh se dahi banta hai =dugdhat dadhi nirmati
Sabandhe sasthi =sabadh case me sasthi vibhakti hoti hai Like=patna bihar ki capital hai =patliputra biharasay rajdhani asti
Da arthe sasthi= da yani dene ke arth me jisko de diya jaye punah wapas le liya jaye usme sasthi vibhakti hoti hai Like=dhobi ko cloth do=rajksay vastram dehi nirdharne sasthi=jis sentence me kisi man ka greatest ka express kiya jaye usme sasthi vibhakti hoti hai Like=kaviyo me kalidas mahan the =,kavinam kalidas mahan aasit
Adhikarane saptami =adhikaran case me saptami vibhakti ka prayog hota hai Like=well me jal hai=kupe jalam asti
Nirdharane saptami=jis sentence me kisi man ke greatest ka express kiya jaye usme saptami vibhakti hoti hai Like =kaviyo me kalidas mahan the =,kavishu kalidash mahan aasit
Beautiful
LikeLiked by 1 person