Tit for tat

Ek samay ki bat hai ek chhote se village me do neighbour rahte the ek ka naam tha ramdas dusara ka naam bhupat tha | ek baar ramdas ne bhupat se taraju udhar manga

Bhupat ne usko traju de diya ek week bit gaya .ramdas ne taraju nahi lautaya bhupat ne ramdas se taraju manga tab laughing karke kaha ki taraju to rat khagaya bhupat samajh gaya ki vah jhut bol raha hai usne badla lene ki soch liya kuch din bad ramdas tirthyatra par gaya.

Wah apne beta ko bhupat ke yaha chor diya .tirthyatra karke lauta to apne beta ko lene ke liye bhupat ke yaha pahucha bhupat ne udas hokar kaha tere bete ko kite lekar chalagaya

Ramdas jor se bola ki tum jhoot bol rahe ho mai raja se tumhara sikayat karunga .ramdas aur bhupat dono raja ke pass gaya jab bhupat ne taraju ki bat batayi aur bola ki jab taraju ko rat kha sakta hai to child ko kites kyon nahi udah sakta hai raja samjh gaya .ramdas ko taraju lautane ko kaha ramdas apna galti mana aur taraju lauta diya

It is known as -tit for tat

Advertisement

One thought on “Tit for tat

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s