Mera village ek small village hai bihar ke rohtas jila ke small village hai only 15 house baat 1992 ka hai sabhi log me aapasme jhagra chal raha tha do dost the done baith kar baat kar rahe the suddenly 20 log aaye mara mari karne lage dono dost bahut der se lare sare hathiyar tutane ke bad kuchh hathiyar ko chhipake bhi rakhe the log ek dost ko ek ne pichhe se barchha mar diya wo mar gaya ek dost ko arm par laga Jo aaj bhi jinda hai
Author: dubeykamlesh
Different type of attendance

One eye of crow
Ek bar god ram and sita jangal me baithe hue the tabhi ek crow aakar sita ke pairo me choch mar di blooding hone laga tab ram ne gusa me crow par arrow chala diye tab sita ne kaha ki kyon janwar ko mar rahe hai tab ram ji apni Sakti lakar arrow ko vapas karna chaha lekin arrow wapas nahi aaya crow ka ek eye le liya isliye crow ek eye nahi hai
Bag branded doctor
Ek bar ek patient ek doctor ke pas gaya belly dard ho gaya tha doctor ko samjh nahi aaya uska teeth kabar liya wo rota hu ghar chala gaya ek bar doctor sahab ghumte hue us aadmi ke yaha pahunche to bole kya babu kya hal kaisa tabiyat hai to bola ki aaiea doctor sahab khat mangate hai ye tutal to doctor sahab bole ki nahi nahi hum hum khat par nahi baitenge rukiye doctor sahab khana mangate hai ye basi nahi nahi hum khana nahi khayenge doctor sahab bole ki hum ja rahe hai to bola ki rukiye doctor sahab rickshaw mangate hai ye panchar nahi hum paidal chal jayenge
Sodium -untold story
Bihar ke buxar jila me pc raja naam ka ek gaon hai jaha log very intelligent log rahte hai ek baar mai vaha gaya tha ek aadmi Jo jadugar tha wo humse bola ki chaliye aapko sweet khilata hu mai bola ki mai aapko janta nahi to kyon sweet kahunga to wah jid karene laga humlog ek hotel me gaye jaha sweet ka order hu sweet aaya ek naukar tha wo aadmi us naukar se ek jag pani manga aur humse bola ki ek rumal rakhe hai to maine bola ki yes mai rumal diya aur wo apni pocket se ek pathar jaisa nicala rumal me lapet kar dal pani me mera rumal jal gaya to usne mujse puchha ki batao ki kya tha Jo pani me dalne se jal to maine kaha humko nahi pata hai to wo bola sodium hai Jo pani ke sath reaction karke jalta hai
Woman of brabhanam
Ek bar bhagwan sabko woman bat rahe the to sab ko apna apna woman mil gayi pandit ji se puchha gaya to bole ki humko woman se kya kaam humko to din bhar puja karna hai bhagwan bole thik koi bat nahi sare log kam se aate the to unki woman pair dabati thi ye sab dekh kar pandit ji ko woman ke man karne laga wo bhagwan ke pas gaye bole to bhagwan bole ab mere pass kaha aurat hai Jo tha wo sab log legya pandit ji request kiye to bhagwan bole dekhiye waha par ek aurat ro rahi yah ek parkar ke rakshin hai kitna bhi kama kar layege usko santosh nahi hoga pandit ji bola Jo bhi humko dijiye
Thora river ek real story
Thora ek man ka naam hai ek baar wo apne nainihal gaye the unki 9 mama the sare mami ko confusion ho gaya tha ki sayed unke yaha kha liya ho unke yaha kha liya hoga isi tarah wo bhukha rah gaya ek mami ne last me thoda sa satu di wo gusa me wahi par gar diya aur well me jump laga li well ko chirte hue wo ek river bana diya wo ganga se vi aage Jana chahta hai lekin ganga ne hath jor diya bahut minat ki tab jakar mana lekin ye bhi river bihar me mayane rakhati hai
Imagine story 4
Ek lakdhara tha Jo roj lakadi kat kar apna jivan yapan kar raha tha ek din lakdi kat raha tha pass me ek river tha Jo tree uske kinare par tha lakdhara jab lakdi kat raha tha to uski kulhari river me gir gayi aur wo rone laga to usme se ek pari nikali to boli ki kya bat hai kyon ro rahe ho to bola ki dekhiye na mere pass ek hi kulhari thi wo bhi river me gir gayi to pari boli ki ruko hum aate hai wo niche gayi gold ke kulhari lekar aayi wo bola mera nahi hai phir niche gayi silver ka kulhari lekar aayi wo bola ye nahi phir niche gayi iron ke kulhari lekar aayi abki baar bola ki yahi hai mera kulhari pari khus hokar sare kulhari usko de di wo ghar jakar apni patni ko sari baat batayi to patni bahut lalchi thi wo boli chaliye phir se giraiega to dono chal diye phir tree par chadkar kulhari girane laga apki bar kulhari ke sath wife phi river me gir gayi to phir rone laga phir pari nikal aayi to boli ab kya hua abki baar kulhari ke sath wife bhi niche chali gayi phir pari andar gaye bar ashwariya rai ko layi to lakdhara bola ki ye meri patni nahi hai ye abhishek bachan ki patni hai phir andar gayi abki baar Katrina kaif ko layi to wo bola ha ha yahi meri patni hai to boli apki patni to andar hai n to bola ki jis tarah app humko teeno kulhari de di usi tarah teeno patniya de digiyega to hum kya karenge
Imagine story 3
Ek raja tha uska pass bahut sampati tha lekin uska ko aulad nahi tha kitna puja karvaya lekin ko labh nahi hua ek din ek sadhu bhiksha mangne aaya jab rani bhiksha de rahi thi to wo sad thi to sadhu bola ki kyon maharani sad man se bhiksha de rahi hai to rahi boli ki aapko isse kya Matlab aap bhiksha lene aaye hai bhiksha ligiye jaye to sadhu jid karne laga to maharani boli ki dekhiye na hamare pass bahut dhan sampati hai lekin hamare ko larka larki nahi hai to sadhu bola ki mai kahunga wo kijiyega to boli ki kyon nahi to wo bola ki nine man til 360 kilo ek bhatua. Lal kapra me lapet kar 15 sal tak ghar me band rakhna hai jaise hi 14 sal hua vaise hi sadi karne wale aane lage to rani boli mera koi larka nahi hai sadi karne wale aa rahe hai to raja bole ki chinta kya karna hai kah denge ki larka videsh me rahta hai pagadi par sadi karoge sadi bhi hogai bahu ghar aayi 4 manjila par rahne lagi gaon ghar ki aadmi yahi kah rahe the ki raja ka koi larka nahi to kiske liye sadi kiya hai ye sun kar bahu niche aayi wo apni sas se boli ki maa ji mai gaon ja rahi hu to sas boli ki are bahu abhi gaon kyon ja rahi ho abhi pura ghar dekhi nahi to boli ki dijiye key dekh lete hai to sas boli ki sab ghar kholna lekin wo wala ghar mat. Kholna usme mere beta ka kurta hai dekhar aah aata hai bahu boli ki dhik hai sab ghar dekhne ke bad wo bhi ghar dekhi to usme 15 sal ka larka tha to boli ki maa ji humse jhoot bol rahi thi
Beaten teacher
Mai 2013-15 me ITI kiya tha humlog class bhi kiye the usme ek teacher tha Jo us college ka head tha naam tha govind wo bahut badmash tha wo gali hi dekar baat karta tha ek baar ki baat hi first semester ka exam chal raha tha us college ka do gate tha aage wala gate se nahi Jana tha pichhe se andar aana tha lekin ek boy aage se chala gaya usko dekh kar head aaya usko gali dene laga aur hath chala diya head ji ko bal bada tha wo larda ne unko hair pakad kar beat kar di uske bad unki transfer ho gayi